AdSense code

Friday, November 30, 2012

Asmaan Me Jab Badal Aye...





Umesh Chandra Patel


परम पूज्य सुधांशुजी महाराज

Asmaan Me Jab Badal Aye...

Kuchh Kuchh Bunde Amrit Ki Jhare...

OosKi Moti Jab Ghas Par Pade, Suraj Ki Kiran Se Jab Chamak Badhe...

Thandi Hawao Ke Jhoko Se Jab Patte Titla Kar Gate Ho...

Khili Hui Pholo Ki Muskurahat Ko Dekh ke Muskurana... :D

Uss Mahan Chitrakar ki Kala Ko Dekhkar Yaad Karna...

Kun Hai Jo Khusboo Deta Hai Phoolo Me ...

Kun Hai Jo Badalo Ke Andar Jal Bharta Hai...

Ankhoo Me Jisne Chamak Di...

Choote Se Ankho Ke Til Me Sare Sansaar Dekhne Ki Shakti Di...

Hrudaya Me Dhadkan Di...

Sansoo Ki Sargam Ko Jisne Chalaya ...

Akhir Kun Hai...!!!

Uske Dhayaan Karte Hue Ki Dikhai Nahi Deta Bhagwan...

Lekin Kan Kan Me Birajmaan Hai Kisi Shakti Ki Tarah...

Bahat Kuchh Yesa Hai Mere Paas Jo Teri Daya Se Mila Hai...

Jo Nahi Hai Mere Paas Uske Liye Koshis Karunga...

Lekin Jo Mila Hai Tere Daya Se Uske Liye Teri Dhanyabaad To Karlu...

Jab Yesa Bhabna Maan Me Ati Hai To Hum Apne Prabhu Ke Nikat Hote Hai...

... Jai Guru Dev...
... Jai Devo Ka Dev Mahadev...